Monday, June 25, 2018

Conversation

Ek zamana tha jab tumse roz baatein hoti thi... Shuru shuru mein bohot miss karti thi tumhe...Ab tum khaas yaad nahin aate.

- Jaanta tha. Tabhi chaha tha ki roz-roz subah-shaam baat na karoon. Tum samjhi nahin. Naraaz ho gayi. Kuch rishtein 80% aadat aur 20% pyaar pe tike rehte hain. Aadat chhut jaane ke baad wo 20% pyaar, koi maaine nahin rakhta. Aur jis rishte mein 80% pyaar aur 20% aadat ho wo rehta hai...reh jata hai. Jaise main ab bhi tumhe miss karta hoon... Har roz... Tumse baat karne ki aadat chhut gayi...Miss karne ki nahin.
- Tumhari taraah hisaab karke main kisi se rishtaa nahin rakh sakti.
- Ab hisaab karogi bhi to pachhtaogi. Kya pata ab bhi 20% pyaar nikle...
- Kiska?
- Chhodo fusul ki baatein. Congratulations.
- For what?
- For the sindoor on your maang.

Saturday, February 10, 2018

Respecting our differences

"We know that everyone is unique. Still we often forget to respect our differences."

Friday, February 9, 2018

आईना हूँ

"आईना हूँ।
छोड़ के चले जाते हैं,
जिनको अपनी शक़्ल पसंद नहीं।"

Tuesday, January 30, 2018

Poison

Love is a poison which kills you to give rebirth.

She met a fatal accident called 'LOVE'.